Amit –> Pyar me andha toh suna tha , but Bhooka pehli baar dekhra hun
Vicky –> Haram-Zyaade Jyada mat bol
Amit –> Nikalgayi oyee…
Vicky –> Kya nilagayi ? :O
Amit –> Wo dono bndiya shop se baahar nikal gayi
Vicky –> Haan oye… Misha ne dekha kya humarko?
Amit –> Shayad :/ Click here for amazing Harry Potter series
Vicky –> Yaar isse baat karne jaau kya abhi ?
Amit –> Haan bhai jaa , mauka sahi hai !!
Vicky –> Kahin usne baat nahi ki fir?
Amit –> arre tu jaa toh sahi !! Sochta hi bahot hai :/
Vicky –> Kal karunga bhai isse :/
Amit –> Toh ab momos khaane chale?
Vicky –> Abhi tu Tailor ki shop dhoond
Amit –> Tailor? :O
Misha –> Variety toh achi thi iske pass :+
Ishana –> Meri favorite shop hai tabhi
Misha –> Humari outing ki kya timing hai?
Ishana –> 4 bje waapis jaana padega :/
Misha –> Okay !! Matlab abhi 2-3 hours hai humare pass !!
Ishana –>
Tab tak Chowmein khaane chalte hai
Vicky –> Haan tailor ki dhoondh :/
Amit –> Kyun? Zip kharab hogayi kya teri jeans ki
Vicky –> Nahi oye :/
Amit –> Fir?
(At Tailor’s Shop)
Vicky –> Bhaizee Kurta-Pajama silwaana tha
Tailor –> Sil jaayega :/
Vicky –> Kitne ka bnega?
Tailor –> Kapda le aaye aap?
Vicky –> Aapke pass nahi hai kya kapda?
Tailor –> Humare pass kahan hoga bhaiya
Vicky –> Koi idea hai kahan par milega?
Tailor –> Main bazar mein miljaayega :/
Vicky –> Chalo main aata hu fir aapke pass thodi der tak !!
Tailor –> Hmmm !! Harry Potter Story is fab.
Amit –> Kurta pajama ? Kya scene hai tera bhai? Theek toh hai naa tu?
Vicky –> Bhai ne Pajama Kurta silwaana :/
Amit –> Narrow jeans waale bnde kab se pehan ne lag gye Pajama Kurta?
Vicky –> Aise hi dil hai mera -_-
Amit –> Oh acha ab samjh aaya merko !! Misha jo Chd ki hai
Usko impress karne ke liye bnde ko kurta pajame ka bhukaar chada wa lagta
Vicky –> Dimag naa khaa… Yahan puchte !! Shayad yahan miljaaye :/
Amit –> Yaaar……… Pajam Kurta se achha tu merko Jacket dilwaade
Vicky –> Chup reh
(Few minutes later)
Vicky –> Haan ye kardo aap final
Shopwaala –> 900 only
Amit –> Abhi toh tere pass 500 ka note thaa ? Ab 1000 ka kahan se nikaala?
Vicky –> Jeb se aur Kahan se
Amit –> Bhai ko ek momos ki plate nahi khilaa sakta :/ But bndi ko impress karne ke liye hazaro laga dega -_-
Vicky –> Color toh sexy hai naa?
Amit –> Merko nahi pata :/
Vicky –> Momos bhi khilaata terko , abhi pehle ye tailor ko pakad aate hai
(Back to Tailor’s Shop)
Vicky –> Bhai ye lo Kapda :/ Sexy sa bnana Kurta pajama
Tailor –> Koi naa , aap tension naa lo
Vicky –> Kal tak miljaayega?
Tailor –> Aap parso aajao
Shaam jaise ko
Vicky –> Theek hai !!
Ishana(in her mind) –> Ye Vicky bhaiya Tailor ki shop mein kya kar rahe hai?
Misha –> Ab bus mein baithe?
Ishana –> Hmmm lets go back to hostel now
Misha(in her mind) –> Ye bnda abhi tak yahin par ghumra hai
(At Night)
(Girls’ hostel) Buy Harry Potter series for just Rs.565
(Phone Conversation b/w Anamika and Misha)
Misha –> Ek jeans li , ek wallet… shoppping ke liye toh acha hai Solan waise
Anamika –> Hmm main bhi aajau solan?
Misha –> Aaaja kamini
Kal hi aaja
Anamika –> I’ll try
Misha –> Sacchi tu kal aayegi naa?
Anamika –> Kal toh mushkil hai yaar
But this weekend try krungi
Kyunki akashdeep bolra thaa ki saturday ko jaayenge Misha se milne
Misha –> Terko uska naam zaroor lena hota hai kya? Huh :@
Anamika –> Afterall He loves you
Misha –> Plzzz………..
Anamika –>
(Meanwhile at Guys Room)
Amit –> Main toh ye soch raha hu tu pajama kurta pehnkar kaisa lagega? Hahaha
Vicky –> Maar khaani?
Amit –> Skeleton in Pajama Kurta’s !! Bwahahaha
Vicky –> BC jyada bakwas naa kar !! Saale pehli baar toh pyar jaisi feeling aayi hai
Amit –> Ek din zaroor royega tu
Likh kar lele
Vicky –> Koi scene ni
Amit –> :/
Vicky –> Aaj facebook par text kar ke dekhta usko
Amit –> Mat kar !! Ghenta ni karegi reply.. Ab direct Pajama kurta pehnkar jaaio uske pass , aur propose maardio
Vicky –> Text toh kar hi deta hu ek fir bhi
(Facebook Convo)
Vicky –> Hey !!
Misha –> Hi
Vicky –> (bhai bndi ka reply aagya)
Amit –> (maze maar ab)
Vicky –> Hows you?
Misha –> I’m good, you?
Vicky –> Im fine
Misha –> Hmmm…….
Vicky –> So what are you doing?
Misha –> Kuch nahi yaar friend ka call aaya tha , ussi se baat kar rahi thi
Vicky –> Hmmm Okay !! Aur Sunao ?
Misha –>Today, You were in market naa?
Vicky –> Yup !!
Misha –> Hmm I saw you shayad :/
Vicky –> Haan maine bhi dekha tha tumhe aur Ishana ko…
Misha –> Oh
OK
Vicky –> Tum achi lagri thi aaj
Misha –> Awwwww…. Thanx (Saala flirt maar raha hai)
Vicky –> But ‘Suit’ suites you alot
Misha –> Aisa kya?
Vicky –> Hmm !!
Misha –> Fir toh roz Top-Jeans hi pehnungi
Because I hate suit and all stuff :/ (ab aur maar flirt bacchu)
Vicky –> Okay :/ (Bhav kyun khaati ye itna?)
Misha –> Hmmm Chalo Goodnight !!
Vicky –> Ok goodnight
Misha –> *Msg seen*
(Next day in College)
Amit –> Aaj ni jaana poly dept. Misha ko dekhne tunne?
Vicky –> Naa :/
Amit –> Kya hua baawa? Sad Sad lagra
Vicky –> Faltu bhav khaati yaar wo :/
Amit –> Fir?
Vicky –> Ab bhaad mein jaaye wo , main ni maarta propose wagara usko
Amit –> Hahaha
Vicky –> I’m serious
Amit –> Pajama kurta merko dedio fir wo
Vicky –> Lelio
(Few minutes later)
Ishana –> Ye hai Engineering block , yahan saamne canteen
Misha –> Ohk Ohk !!
Amit –> BC aaj ye humare dept mein kaise?
Vicky –> Kya?
Amit –> Piche dekh !!
Vicky(turn back) –> Ye Yahan kya kar rahi hai aaj?
Amit –> Chal humarko kya lena dena isse ab
Vicky –> Hmmm… But aaj isne suit paaya hai :/
Amit –> Toh? Ye suit hi pehnti humesha -_-
Vicky –> Nahi kal merko facebook par bolri thi ‘main ab jeans-top’ hi pehnungi humesha… jab maine isko compliment maara thaa ‘suit mein achi lagti hai tu’
Amit –> Pata nahi kaisi Pysco baatein karte tum log -_-
Vicky –> Pysco toh iss bndi ne kardiya merko. BC i really love her
Amit –> Abhi toh ‘bhaad mein jaane ko’ bolra tha issko :/
Vicky –> Yaar iska chehra dekh kar kuch hota hai bhai
Amit(pump dete huye) –> Merko lagta aaj isne suit tere liye pehna hai , tabhi humare block mein bhi aayi wi
Vicky –> :O :O
Misha –> Waise Kaam kya hai terko yahan par?
Ishana –> Yaar ek didi ko book deni thi :/
Misha –> Enginnering ki?
Ishana –> Hmmmm !!
Amit –> Set kardio isko ab toh
Vicky –> Set-Wet ka toh pata nahi , but issi hafte isko apni feelings bol daalunga
Ab aar yaa paaar….
Amit –> Ye hui naa baat
Vicky –> Thankyou
(2 days later)
(At Tailor’s shop)
Vicky –> Bhai bngya mera kurta pajama?
Tailor –> 2-3 ghante baad lejaana
Thoda sa kaam baaki hai
Vicky –> Yaar bhaiya 5 toh baj gye? Merko urgent chahiye thaa ye :/
Tailor –> Kal subah lelena aap…
Vicky –> Hmmm Kitne baje kholte ho aap shop?
Tailor –> 10 baje aajana
Vicky –> Tab toh college hota mera , acha main kal issi waqt aaunga shaam ko !! Plz kal ready rakhnaa
Tailor –> Haan Haan kal pakka…
Amit –> Kahan mara waa? Jaldi aa waapis room !!
Vicky –> Tailor tak gaya thaa :/
Amit –> Yaar tu aur tera Tailor… Room jab aayega toh 1kg cheeni lekar aaio :/
Vicky –> Acha….. Visit Amazon.in
…..To Be Continued
Ps :- Kaisa Laga Another Journey ka Part Comment Main Zarur Batayein aur Jitna Ho Ske Share Karein

Next part of Another Journey aaj raat 12 baje
Like And Share Our Page ♥ ♥

No comments:
Post a Comment