
Sara: wow maza ayega inka face dekh ke
😂

Maryam: kya hoga inka
😁

Sara: wohi hoga jo manzoor-e-cutie pie hoga
😁

Maryam: hahaha ab chal
😂

Fahad and faiz came
Faiz: tum log gaye nhi abhi tak?
Maryam: tum logon ka intezaar kar rahe the yahan pass mai ek jungle hai wahan wild animals bht hain kabhi kabhi yahan bhi ajate hain
😉

Faiz: maryam hum bache nhi hain jo dar jayenge
😑

Maryam in mind: woh toh abhi andar jake pata chalega ke kon darta hai aur kon nhi
😂

Maryam: acha chalo ab
Sara: chalo
Sab andar jate hain
Sara to maryam: yar yeh cutiepie kahan gaya?
Maryam: pata nhi shayad tumhare room mai hoga
Faiz: kya baatein kar rahi ho dono kam az kam coffee hi pila do
Sara: han mai bana ke lati hon
Tabhi wolf ki awaaz ati hai
OooooOoooo
Faiz: o Teri yeh jungle kaafi Kareeb hai shayad sound echo kar rhi itni ke lag raha hai wolf jungle mai nhi iss ghar mai hai
😱

Tabhi Sara chilati hai
Sara: cutiepie
Fahad: Sara kis ki bat kar rhi ho?
😑

Maryam: woh jo tum dono ke peeche hai uski
Faiz: kon hai?
Maryam: khud hi dekh lo
😉

They both turn and shocked
Faiz: what the ****
😱

Fahad: OMG
😱

Sara and maryam both laughed
😂

Sara: baby come here I miss you soo much
😘
😘


Faiz and Fahad ko abhi kuch samjh nhi a raha tha bcz pehli baar woh ek wolf ko itne Kareeb se dekh rahe the
Faiz came in sense and fahad ke peeche ajata hai
Fahad: Abey kya kar raha hai?
😠

Faiz: ba...ba.....ba....
😨

Fahad:kya ba...ba...ba bol raha hai sahi se bol
😠

Faiz: bhai bacha le yar warna yeh mujhe kha jayega
😨

Maryam: Hahahahaha faiz abhi toh tum bahar bol rahe the ke tum bache nhi ho Jo daro
😂

Faiz: tumhe bht hasi arahi hai jao iske pass phr pata chalega
Fahad: tum dono larna band karoge ab yeh socho isse bhagayen kaise
Sara: Q bhagana hai?
Fahad: what do you mean q bhagana hai ek minute mai yeh hum chaaro ko khatam kar dega
Sara: Kuch nhi karega yeh and don't you dare kisi ne iske baare mai ghalat socha toh
😠

Sara wolf ke pass ja rhi hoti hai
Fahad: Sara are u mad? Woh tumhe marega
😠

Sara uske pass jati and hug karleti then hug break karti
Sara: meet my cutiepie yeh mera cute sa pet
Fahad: are u serious? Itna dangerous pet?
Sara: he is so innocent yar yeh kuch nhi karega kisi bhi Insaan ko isko training Di gyi hai
Faiz: but tum isko layin kahan se?
Sara: jab yeh 3 months ka tha tab dad ko Mila tha bht dard mai tha dad isko apne sath le aye mai pehle bht darti thi but phr ek din mera dar nikal gaya jab dad ki death howi mera koi nhi tha mai roh rhi thi tab yeh aya and mere pass baith gaya mai Dari nhi bcz mujhe koi shoulder chaiye tha uss waqt then maine isse hug karliya and phr hum friends ban gaye
Maryam: but jab tum New York ayin hum friends bane tab toh yeh tumhare sath nhi tha
Sara: han bcz mere illawa iska koi nhi tha jo iska khayal rakhe iss liye maine isse zoo mai de diya tha aur ek agreement karliya ke mai jab bhi chahon isse le ja sakti hon
Maryam: phr yeh yahan kaise aya
Sara: jab tum London gayin thin toh mai isse dekhne zoo gayi wahan yeh bht sad rehta tha ek jagah baitha rehta tha so mai isse yahan le ayi and ab dekho kitna happy hai
Fahad: woh sab toh thk hai but tumhare pass license hai
Sara: han hai
Faiz: acha hum chalte hain
Sara: but coffee?
Faiz: behen itna dar thk hai ab tumhare hath ki coffee pee ke hum behosh nhi hona chahte so coffee khud peeyo aur apne iss cute pie ko pilao
Maryam: hahahah darpokh kahin ka
😂

Faiz: mai nhi darta isse samjhi
😠

Maryam: acha toh jake dikhao iske pass
😂

Faiz: abhi dikhata hon
😠

Faiz jane lagta hai
Fahad: faiz yad rakh woh non-veg hai
😁

Faiz dar ke mare wapis ajata hai
All laugh except faiz
😂
😂
😂



Faiz:Hogaya bhai ab chal subah college bhi Jana hai
Fahad: han chal
Fahad: bye
Sara wink karte howe: Bye
😉

To be continued
.
.
.
.
.
.
.
To Be Continued
Kaisa Laga Yeah Part Story ka Agr Acha laga toh Like Karein Comment Karein Apne Story Padhne wale doston ko Mention karein..!!
😍
😍


Next Part Iss Part Ke Response Ko Dhek Ke Bta Diya Jaayega Ki Kb Post hoga
💗
💗


.
Like and Share Our Page
No comments:
Post a Comment